2020 Honda City Price And Variant Explained

2020 Honda City Price And Variant Explained –

Guys, Finally Honda new Indian Market me aaj 2020 Honda City ko launch kar diya he. Iski price bhi reveal kar di gai he, Aaj iske variant wise features ke bare me janege or konsa variant value for money hai ye janenge.

2020 Honda City Price – 

2020 Honda City Price Chart

2020 Honda City Variant Explained – 

Honda ne new 2020 City ko 3 variants me launch kiya he V, VX, or ZX me.

2020 Honda City Base Variant

 

2020 Honda City mid variant

 

2020 Honda City Top variant

2020 Honda City Segment First Features – 

  • 6 Airbags System – Dual Front i-SRS airbags, Front seat
    i-Side airbags and side curtain airbags
  • Vehicle Stability Assist (VSA) with Agile Handling Assist
  • Seamless Smartphone Connectivity with Android Auto,
    Apple CarPlay and Weblink
  • 17.7 cm HD Full-Colour TFT Meter with Multi-Function
  • Driver Information Interface and G Meter
  •  Seat-back Pockets with Smartphone Sub-Pockets
  •  Steering Mounted Commander Scroll Switch
  • All Auto Power Windows and Sunroof
    Keyless Operation
  • Walkaway Auto-Lock

2020 Honda City Dimensions –

Length – 4549mm +109mm
Width – 1748mm +53mm
Height – 1489mm
Wheelbase – 2600mm

Honda City 2020 Colours –

Premium White Pearl
Radiant Red Metalic
Golden Brown Metalic
Modern Steel Metalic
Lunar Silver Metalic

2020 honda City Specifications – 

Petrol

Isme aal new 1.5L i-Vtec DOHC Petrol engine aayega Variable Value Timing Control system ke sath jo ki aapko jyada Mileage, kam pollution or bahut hi achi performance offer karne wala hai.

Power – 121ps
Torque – 145nm
Gearbox – New 6 speed manual and 7 steps CVT gearbox diya hai jisme ki “full-open acceleration step up-shift control” and “brake operation
step down-shift control” system hai jisse kam se kam rubber band effect feel ho.

Mileage – Manual me company ne 17.8kmpl or CVT me 18.4kmpl claim kiya hia.

Diesel 

Earthdream series ka 1.5L i-Dtec engine mileage jisme aapko kafi refine performance or sath hi bahut acha mileage milega. Sath hi ye engine BS6 norms ke bad bhi segment me sabse best fuel Efficiency nikal ke data hai.

Power – 100bhp
Torque – 200nm
Gearbox – Isme Honda be surf vahi 6-speed manual transmission offer kiya hai. Jabki iske segment me rivals automatic gearbox ke sath market me pahle se hi available he.

Mileage – Company ne isme 24.1kmpl ka mileage claim kiya he jo ki pahle se kam hua hai BS6 norm ki vajah se.

2020 honda city variant details and feature list


IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.

Instagram