2021 MG Hector, British auto manufacturer ka first product offering tha in the Indian market. MG Hector ko Indian market me first in 2019 launch kiya gaya tha and in early 2021, iss car ko mild facelift bhi diya gaya. MG Hector ne Indian market me kafi customers ko attract karke strong presence build kar diya hai and continue kar raha hai to impress the customers. Jab MG Hector ko launch kiya gaya the tab iss car ke turbo-petrol variant ke saath DCT gearbox ka option offer kiya gaya. Facelift ke launch ke saath DCT and CVT ka option diya gaya. MG ne ab DCT gearbox ko remove kar diya from turbo-petrol option.
2021 MG Hector Turbo-Petrol to be Offered With CVT Only
2021 MG Hector Turbo-Petrol Engine Option
2021 MG Hector Turbo- Petrol variant me 1.5-litre turbocharged engine milta hai jo 141 HP power and 250 Nm torque produce karte hai. Initially iss engine me DCT transmission ka option milta tha, but ab iss engine ke saath only CVT transmission offer kiya jaayega. Hector CVT petrol is offered in Shine, Smart and Sharp variant in 5-seater model and 6-seater model me me Smart and Sharp variants me offer kiya jaata hai. Ye transmission Hector Plus me offer nahi kiya jaata hai.
MG Hector Details
2021 MG Hector me hume front me new thermopressed front chrome grille dekhne milta hai jo iss car ko ek bold look deta hai. MG Hector me ab hume 18-inch diamond cut alloy wheels bhi dekhne mil jaate hai. Iss car me ab ventilated seats, wireless charging, auto-dimming interior rear-view mirror jaise features ko bhi add kar diya gaya hai. MG Hector me ab hume champagne and black dual tonne interior ka option bhi dekhne mil jaata hai. Iss car ke i-SMART feature ko update kiya gaya hai aur isse Hinglish Voice commands ke saath enable kiya hai. MG Hector ki pricing Rs 13.94 Lakhs to 19.90 Lakhs (ex-showroom) hai.
Although MG Hector ne turbo-petrol variant se DCT gearbox ko discontinue kar diya hai, but turbo-diesel variant me ab bhi automatic gearbox nahi offer kiya jaata hai. Keeping the close completion check, MG ko jald automatic transmission provide karna chayea for its turbo diesel variant.
IndianTorque hain one of its kind and India’s first HINGLISH automotive website jaha pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti hain, yaha pe aapko unbiased review, comparison bhi milenge jis se aapko apne liye perfect vehicle choose karne me aasani ho. So guys notification on kar lijiye IndianTorque.com so that koi bhi important news aap miss na kare.