2021 Tata Winger 15S Details – Tata Winger 15S ka unveil 2020 AutoExpo me hua tha. Tata Winger ek ideal choice hain multi-utility passenger vehicle ki Indian market mein. Apni multi-utility passenger van mein Tata ambulance variant bhi offer karti hain jo hain Tata Magic Express Ambulance variant. Aaj hum discuss karenge Tata Winger 15S ke engine aur features ke baare mein.
2021 Tata Winger 15S Details-
Tata Winger 15S Technical Specifications-
Dimensions: 5458mm x 1950mm x 2670mm
Wheelbase: 3488 mm
Ground clearance: 185mm
Fuel tank capacity: 60 Litres
Tata Winger 15S mein abb passengers ke headroom increase gaya hain gaadi ki height increase karke, Winger 15S ki height 620mm increase kardi gayi hain as compared to the BS4 Winger. Winger 15S mein abb max seating 15 milti hain aur wahi doosri taraf BS Winger mein aapko max. seating 13 passengers ki milti thi.
Tata Winger Engine Details-
Tata Winger 15S mein 2.2L ka BS6 engine milta hain jo produce karega 98.5Bhp ki power aur 200Nm ka torque, iss engine ke saath Tata 5-speed manual gearbox offer karegi.
Tata Winger 15S Features-
Multiple USB charging ports
Rear park assist
Individual push back seats
Individual AC vents for passenger comfort
Tata Winger 15S mein passengers ke liye luggage space ko increase kiya gaya hain, aur Winger ki ride smooth aur comfortable banana ke liye bigger 15-inch tyres bhi abb milenge standard.
Tata Winger 15S ka Ambulance variant bhi offer karegi Tata jisme kuch special features jaise zyada fuel-efficient engine, auto-loading stretcher, portable oxygen cylinder offer kiye jayenge. Fire extinguisher aur first aid kit as standard safety feature provide karegi Tata.
IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.