So Hey Guys India me MG Motors ne ek or SUV MG ZS EV Launched kardi he. Ye Direct Rival he India me Hyundai kona ki. Sath hi India me ab sabhi companies electric vehicles ki taraf bad rahi he. Or MG ne second car EV launch karke ye clear kar diya he ki India me ab aage jo aane wala market he vo electric vehicles ka hi he. To ab aap wait kare ki kab dursi companies India market me apni EVs ko launch karti he.
Sath hi Tata bhi ab aane wale kuch dino me Nexon EV launch karne wali he. Jo ki Ziptron platform pe based hogi. uski bat bad me karenge abhi jan lete he sabhi details MG ZS EV ke bare me.
Exterior –
First-time jab aap gadi ko dekhoge to aapko ye ek compact suv lagegi jo ki same Creta ki dimension jese he. But on paper thodi badi he. Gadi ka front look kafi attractive he. Yaha par iske front grill me hi logo ko press karke open kar sakte he ek portion ko jisme aapko charging point diya hua here. Vaha jese hi hi aap charger ko connect karte ho MG ka logo blue light me glow karne lag jata he.
Sath hi ab Headlight ki taraf dekhe to inhe MG London eye ke nam se bolti he but dekhne me ye range rove Evoque ke jesi lagti he.
Side profile me aate hi aapko 17 inches ke windmill inspired alloy wheels dekhne ko milte he. Or sath hi sabhi wheels me disc brakes bhi diye huye he. ORVM dual-tone me he jinme indicators bhi integrated he. Door handles gadi ke Chrome finish me di hui he.
Or sath hi window line par bhi chrome diya hua he. Doors pe cladding hone ke sath sath white strip he jisse look or acha hota he and details kafi ache se dikhti he. Rear look me isko wiper washer, Camera, Sensor, Top Mount Lamp mil jate he sath hi MG ke logo ko press karke aap iske boot ko access kar sakte he.
Interior –
Gadi me bethte se aapka sabse pahle dhyan jayega seats pe use huye leather pe jo ki kafi achi feel deta he. Door trims par bhi leather ka use kiya gaya he. baki jagah hard plastic he jiski quality or achi ki ja sakti thi.
Rear seat me space achi he 12 volt ka power socket diya hua he usb de dete to thoda jyada convince ho jati passengers ko. 6 feet ke 2 log piche ache se beth sakte he but 3 logo ko bethne me problem aayegi. And average hieght wale passenger he to phir beth jayenge.
Aage Aajate he yaha driver seat ke samne aapko kai sare tech features milte he sath hi center console ka layout kafi acha rakha gaya he. sabhi features ko samjhna kafi aasan he. And instrument cluster bhi kafi easily read kiya ja sakta he.
MG ZS EV Safety Features –
Front & Rear Seat Belt Reminder,
Heated ORVM,
Tyre Pressure Monitoring System (TPMS),
Rear Disc Brakes Electric Parking Brake,
3 Point Seatbelt For All Passengers,
Electronic Stability Control,
ABS + EBD + Brake Assist Hill Start Assist Hill Descent Control, 6 Airbags (Dual Front, Side, Curtain)
Reverse Parking Camera With Dynamic Lines
Battery Safety Standards
Short Circuit,
Dust,
Extrusion,
Smoke,
Soaks,
Fire,
Collision,
Fall.
IP67: Standard For Safety
Waterproof & Dustproof,
Insulation Monitoring,
Electromagnetic Shielding,
Collision Monitoring,
High Voltage Interlock,
Overload Protection
ZS EV Specifications –
Battery Capacity 44.5 kWh, (Ultra High-Density Battery),
Range 340 km,
Max Torque 353 Nm,
Max Power 142.7 ps,
0-100 km/hr 8.5 s
Dimension –
Length (mm) | 4314 |
Width (mm) | 1809 |
Height (mm) | 1,620 |
Boot Space (Litres) | 400 |
Seating Capacity | 5 |
No of Doors | 4 |
MG ZS EV Charging Type –
Portable Charger Along With Your Car
AC Fast Chargers
DC Fast Chargers
An Extended Charging Network
Charge on the go
Comfort and Convenient –
Rain Sensing Front Wiper
6 Ways Power Adjustable Driver Seat
Push Button Start Stop With Smart Entry
Electronic Gear Shift Knob
Kinetic Energy Recovery System
(KERS) – 3 Levels
Driving Modes: Eco, Sport & Normal
Cruise Control
Auto Headlamp
Dual-Pane Panoramic Sky Roof
PM 2.5 Filter
MG ZS EV Launch Details –
Company ne abhi iski price unveil nahi ki he. But ye jarur bata diya he ki is gadi ko starting me – DELHI NCR, MUMBAI, BANGALORE, AHMEDABAD OR HEYDRABAD me sell karenge.
IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.