2021 MG Hector and Hector Plus Prices Hiked – MG Hector and Hector Plus ke prices for third time hike kiye gaye hain 2021 mein, and iss baar MG ne price hike ka reason state kiya hain rising prices of raw materials and transportation. Iss price hike se pehle MG Hector ki price range start hoti thi from Rs.12.90 lakh – Rs.18.10 lakh ex-showroom, 17.2Hector Plus 6-seater variant ki price range start hoti thi from Rs.17.22 lakh – Rs.19.23 lakh.
And Hector Plus 7-seater variant ki price range start hoti thi from Rs.13.25 lakh – Rs.18.55 lakh. So kitna increase hua hain price and final prices kya rahenge MG ki inn gaadiyo ke hum aapko bataenge, so lets start with it.
2021 MG Hector and Hector Plus Prices Hiked
MG Hector and Hector Plus price hike –
1.Final prices for MG Hector-
MG Hector mein currently 4 variants offer kiye jaate hain jo hain style, super, smart and sharp with style being the base variant and sharp jo hain top of the line variant, inn variants mein different transsmision options in multiple engine types jo hain petrol, diesel and petrol hybrid offer kiye jaate hain so kya new prices hain MG Hector ke saare variants aap neeche di gayi table se check out kar sakte hain.
Variant: | Petrol (1.5L) | Diesel (2.0L turbo) |
Style: | Manual: Rs.13.17 lakh | Manual: Rs.14.58 lakh |
Super: | Manual: Rs.14.16 lakh
Hybrid manual: Rs.14.77 lakh |
Manual: Rs.15.68 lakh |
Smart: | Hybrid manual: Rs.16.03 lakh
DCT, CVT: Rs.16.79 lakh |
Manual: Rs.17.39 lakh |
Sharp: | Hybrid manual: Rs.17.37 lakh
DCT, CVT: Rs.18.37 lakh |
Manual: Rs.18.85 lakh |
*MG Hector ke prices pan-India excluding the state of Kerala given hain upar di gayi list mein, Kerala mein MG Hector ke prices Rs.10,000 extra hain so aap har price figure mein Rs.10,000 add kar sakte hain Kerala ke prices ke liye.
2. Final prices for MG Hector Plus 6-seater-
MG Hector Plus mein bhi same variants on offer hain excluding base style variant like normal Hector and iske new prices par bhi ek nazar daalte hain.
Variant: | Petrol 1.5L turbo DCT/CVT | Petrol 1.5L turbo hybrid manual | Diesel 2L turbo manual |
Super: | NA | NA | Rs.16.37 lakh |
Smart: | Rs.17.49 lakh | NA | Rs.18.09 lakh |
Sharp: | Rs.19.17 lakh | Rs.18.12 lakh | Rs.19.60 lakh |
*Add Rs.10,000 for prices in Kerala.
3. Final prices for MG Hector Plus 7-seater-
MG hector Plus ke 7-seater models mein base variant Style bhi on offer hain and engine options similar to Hector 6-seater offer kiye jaate hain and 7-seater model ke new prices hain kuch iss prakar:
Variant: | Petrol 1.5L turbo DCT/CVT | Petrol 1.5L turbo hybrid manual | Diesel 2L turbo manual |
Style: | Rs.13.62 lakh | NA | Rs.15.03 lakh |
Super: | NA | Rs.15.12 lakh | Rs.16.13 lakh |
Smart: | NA | NA | Rs.17.99 lakh |
Sharp: | NA | NA | Rs.18.80 lakh |
*Add Rs.10,000 for kerala prices.
We hope ki yeh quick update article aapko informative laga hoga and specially jo log plan kar rahe hain new MG lene ka, unke liye toh khaas kar yeh kaafi important information prove hogi. but still aap mein se kisi ko bhi koi bhi help yaah assistance chaiye hogi toh aap hume follow kar sakte hain Instagram par and DM karke humse apne doubts ko clarify karwa sakte hain.
IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.
IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.