2022 Maruti Baleno, Maruti Suzuki ki first product launch hogi for 2022. 2022 Maruti Baleno ko Indian market me around 23rd February 2022 ko launch kiya jaa sakta hai. Launch ke kuch din pehle, Maruti Suzuki India ne officially, 2022 Maruti Baleno ke bookings ko officially commence kar diya hai. […]
Aditya Vait
Kia Carens, Kia ki upcoming 7-seater offering hai in the Indian market jisse December 2021 me unveil kiya gaya tha. Like other Kia vehicles, iss car me bhi features loaded hai and already iss car ne over 7,000 bookings record in the first 24 hours kar diye when bookings open […]
Kia Seltos, Kia Motors ki first vehicle thi for Indian market jisse 2019 me launch kiya gaya. Kia Seltos ko same platform par based hai jispe Hyundai Creta ko build kiya jaata hai. Seltos ne Indian market me kafi accha perform kiya hai and in no time, segment competitor Creta […]
2022 MG ZS EV, MG Motors ki upcoming launch ho sakti hai in the Indian market in coming days. MG ZS EV, MG Motors ki first EV vehicle thi jisse first January 2020 me launch kiya gaya tha. Intially, ZS EV ne zyada sales attract nahi kiya but as infrastructure […]
Kia India, country ki fastest-growing carmaker jinhone Indian market ko enter kiya tha in 2019 with sub-compact SUV Seltos. Kia India ne apne manufacturing facility ko Anantapur, Andhra Pradesh me set-up kiya jahan Kia domestic and export markets ke liye vehicles manufacture karta hai. Kia ne India me Seltos, Sonnet […]
Bajaj-Triumph motorcycles ne 2017 me partnership agreement sign kiya tha to develop 300cc to 700cc motorcycles for Indian and global markets. Recently, Bajaj Auto ne Twinner ka trademark application file bhi kiya tha jo hint deta hai ki Bajaj-Triumph ki upcoming motorcycle ko Twinner ka nameplate diya jaa sakta hai. […]
Audi Q7 Facelift, Audi India ki first product hai of 2022 jisse aaj launch kar diya gaya hai at a starting price of Rs 79.99 Lakhs (ex-showroom). Audi India ne successful 2021 enjoy kiya tha jahan brand ne 15 vehicles ko launch kiya and 2022 ko high note par start […]
Renault Koleos ko previously Indian market me 2011 me launch kiya gaya tha jo kafi high price tag ke saath aata tha. Koleos ne Indian market me kafi poorly perform kiya and sales bhi nahi kar paya. Renault ne iss car ko Indian market me discontinue kar diya tha but […]
Hyundai Motors India ne 2022 ko start karte hue first month me 55,427 units ka sales achieve kiya hai. Hyundai Motors India ne 44,022 units in domestic sales and 9,405 units export sales me record kiya hai. YoY sales comparison ki baat kare toh 11.11% decline dekhne mila hai jahan […]