French carmaker Citroen, Indian market ko apne compact SUV C5 Aircross SUV ke enter kiya tha. Citoen C3 ko kafi time se test kiya jaa raha tha and speculatuios the ki iss car ko only component testing ke liye laaya gaya hai. Iss car ke ab fresh undisguised images dekhne mile hai jo hume hint dete hai ki Citroen, Indian market me apne second product ko in the form of Citroen C3 launch karne ke liye ready hai.
Citroen C3 Spied Undisguised | Tata Punch Rival in Making
Citroen C3 micro-SUV Details
Intially, Citroen C3 ko component testing ke liye laaya gaya tha and another vehicle with codename of CC21 ko develop and manufacture kiya jaa raha tha for Indian and oversear market. Sources se ab pata chala hai ki Citroen ne Tata Punch SUV ko directly compete karne ke liye India me C3 micro-SUV ko launch karega. Citroen C3 micro-SUV ko kai saare oversear market me sell kiya jaata hai.
Iss car me Vertically Split Headlamps , V-shaped DRLs, Chrome Front Grille, Chunky Scuff Plate ,Squared Wheel Arches, Dual Tone Bumpers , Roof Rails etc. jaise features dekhne mil jayenge. Iss car ke interior me analogue and MID digital display, Touchscreen Infotainment System, Automatic A/C jaise feature offer ho sakte hai.
Citroen C3 Engine Details
Citroen C3 Aircross ko international market me 1.2-litre three cylinder petrol engine and 1.6-litre diesel engine offer karta hai. India me Citroen C3 ko initially 1.2 litre, three cylinder petrol only engine ke saath launch karega and later iss car me diesel engine ka option mil sakta hai. Iss petrol engine ko 5-speed manual and 7-speed DCT gearbox ka option diya jaa sakta hai.
Upon the launch, Citroen C3 directly compete karegi with the likes of Tata Punch, Maruti S-Presso and Upcoming Hyundai Casper see.
Image Source – Facebook
IndianTorque hain one of its kind and India’s first HINGLISH automotive website jaha pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti hain, yaha pe aapko unbiased review, comparison bhi milenge jis se aapko apne liye perfect vehicle choose karne me aasani ho. So guys notification on kar lijiye IndianTorque.com so that koi bhi important news aap miss na kare.