How To sell Old Car?

How To sell Old Car?

– Ye Question bahut baar pucha jata hai. Online or Ofline dono jagah. India me average 3 saal log apni car ko rakhte hai. Uske baad new car lene ka man ban jata hai toh kai bar purani sell karna hoti hai. Or yahi sabse badi problem hai ki sell kahan karein? kaise kare? Kya price milega? Paper transfer kisse karna hai? ye sab kuch har kisi ko pata nahi hota hai.

But CARS24 ne isse itna aasan kar diya hai ki aap apni car ko 90 minutes mei sell kar sakte hai. Sath hi aapke account me payment bhi usi time transfer kar diya jayega. Matlab ki 90 minutes mei car inspection, best price, or paperwork bhi complete or paise bhi apne account mai.

Aaj Jante hai ki konsa tarika best hai OLD Car ko sell karne ka-

Relative/Cousin –

Agar aap apni purani gadi sell karne ka soch rahe hai to aap apne kisi cousin/relative ko sell kar sakte ho ya apne rishtedaaron ko.

Pros – Aapki gadi aapke known person ke pass ja rahi he.

Cons – Most of the cases me payment bahut late aata hai. Paperwork kon karayega, Kaise karayenge, sab me bahut time waste hota hai. Aur hum Apne rishtedaaron se negotaite nai kar paate.

Local Market

City me bahut saare jagahi hai local market mei jahan log brokrage ka kam karte hai aur gaadi bikwa dete hai. Aap unse contact kar sakte hai jo ki kuch percentage lekar aapse aapki gadi sell karwa denge.Bus dhyan rahe jisse aap gadi sell karwa rahe ho, vo known person ho.

Pros – Gadi sell karne ke liye aapko kisiko dhundna nahi padega.

cons – Paperwork ki fees deni hogi, Time limit nahi hai kab tak gadi sell hogi aur right price bhi nai milta.

Online Website –

Kuch website hai jahan aap apni gadi ke photo or sabhi details daal sakte hai. Jisse lene wala aapko call karega or aapko mil ke agar deal achi lage toh apni gadi ko sell kar dena hai.

how to sell old car

Pros – Car sell karne ke liye commission fee nahi deni hogi. Saath hi customer aapke pass samne se aayenge.

Cons – Jitnebhi phone aayenge sabhi unknown person honge, Payment transfer me problem hoti hai. Sath hi yaha bhi paperwork mei paisa or time dono waste hoga.

 

CARS24 –

Aapko apni Gadi lekar Kisi Bhi CARS24 store pe jana hai within 90 minutes me aap apni gaadi sell Kar ke payment apne account me transfer karwa ke aa sakte ho. jisme 30-40 minutes aapki Gadi ke inspection me lagenge or 20 minutes price aajayega auction ke baad. Baaki 30 min mei paperwork done. Or Saath hi RC transfer ki zimedaari cars24 ki.  Aapko Sirf (RC, insurance, bill, ID, 2 keys, Loan document) provide Karna hai and Kuch paper pe sign Karna hogi RC transfer ke liye. Iske baad paise aapke account mai.

Pros – Almost aapki expectation ya usse jyada hi amount mei aapki gadi sell ho jati he, Sabse Kam time me Aaj ki Tarik me old car sell karne ka best option yahi he. Sare paperwork CARS24 ki zimeedaari Hoti hai aapko Kuch Nahi Karna hota he. Usi time puri payment aapko mil jati hai.

Cons – 90 minutes ko or kam kiya ja sakta hai….Hahaha!! Kuch bhi nai hai cons.

Ab agar aapko sell Karni hai Apni OLD car toh niche di hui link pe click kariye or FREE mai Appointment book karaye CARS24 pe or apni Gadi ki valuation nikalwaye or sath hi sell kare apni old car Aaj hi. Kyunki Car bechni ho toh CARS24.

https://tinyurl.com/vh87h6o

cars24

 

Kai Bar aapko value pata karni hoti hai ki aapki gadi ki aaj ki tarik me cost kya hai to bhi aap Free appointment book kara kar free me valuation karwa sakte hai.

https://tinyurl.com/vh87h6o

Now you will definitely get the answer to how to sell old car?


IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.Instagram