Mercedes-Benz Crosses 50 Million Vehicle Production Milestones

Mercedes-Benz Crosses 50 Million Vehicle Production Milestones – 12th February 2021 ko Mercedes-Benz ne announce kiya tha unki new achievement jo hain 50 million vehicle manufactured globally milestone. Mercedes-Benz ne officially Saturday ko 50 millionth manufacture kari thi, jo thi Mercedes Maybach S-Class.

Mercedes-Benz ne 50 millionth car manufacture kari thi apne Factory 56 ke manufacturing plant mein jo located hain Sindelfingen, Germany mein. Mercedes-Benz ke Factory 56 ke  plant mein S-Class, unki new electric SUV EQS bhi future mein manufacture kari jayengi. Factory 56 hain ek highly advanced plant jisme efficiency aur technology ka combination dekhne ko milega.

Mercedes-Benz Crosses 50 Million Vehicle Production Milestones-

Mercedes Benz 50 Million Vehicle

Mercedes-Benz Factory 56 details-

Mercedes-Benz ne 2.1 billion Euros ki investment se iss manufacturing plant ko develop kiya hain, aur Factory 56 set karti hain ek benchmark baaki brands ke liye. Iss plant ki efficieny ko 25% increase kardiya gaya hain jisse Mercedes-Benz ki overall production increase ho jayegi cars ki. Mercedes-Benz ke manufacturing plants all over the world high-tech methods use karke efficiently cars produce karti hain jisse Mercedes-benz ban chuki hain top luxury car brand puri duniya ka.

Mercedes Benz

Mercedes-Benz India Pvt Ltd-

Mercedes-Benz offer karti hain total 20 models offer karti hain India market mein. Iss range SUVs, luxury sedans, electric SUVs, coupes, aur MUV included hain. Mercedes-Benz ki most selling vehicle Indian market mein hain unki SUV GLS jisne pandemic ke baad company ko ek acha comeback karne ke liye push kiya.

Mercedes-Benz ke sabse lowest priced model hain C-Class jiska price start hota hain Rs.49.36 lakh ex-showroom aur sabse expensive model hain AMG GT 4-Door Coupe jiska starting price hain around Rs.2.57 crore ex-showroom.

 

Post By – Apoorv Arya


IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.

Instagram