Nissan India February 2021 Sales Report

Nissan India February 2021 Sales Report – Japanese car manufacturer Nissan, Indian market me 2005 se hai. Nissan ne Indian marker me over the years hatchback, sedan and SUV vehicles ko manufacturer and sell kiya hai. Over the years, Nissan ne koi significant market share nahi achieve kar paya. December 2020, Nissan ne Magnite sub-compact SUV ko launch kiya jo unke liye game changer nikla. February 2021 me Nissan ne 4244 unit sales observe kiya.

Nissan India February 2021 Sales Report-

All-New Nissan Magnite

Nissan India February 2021 Sales-

Currently, Nissan India ke portfolio me Magnite and Kicks hai. Magnite ko December 2020 me launch kiya gaya tha aur iss car ko overwhelming response mila hai. Nissan Magnite ne over 40,000 bookings cross kar diye hai. Nissan ne apne plant pe workforce ko bhi increase kar diya hai to meet demand. Launch se lekar ab tak, Magnite ke 6582 units ko deliver kar diya gaya hai. Nissan Magnite, Nissan ke liye ek breakthrough vehicle ban gaya hai, jisne highly competitive sub-compact SUV segment ke saare competitors ko undercut karke kafi popular ban gaya hai.

Nissan Kick Images

Nissan Magnite Details-

Nissan Magnite, Nissan ki Indian market ki lastest offering hai. Nissan Magnite subcompact SUV hai jo Indian market ke highy competitive sub-4 meter SUV segment me compete karti hai. Iss car me hume loads of utility aur safety features dekhne milte hai jaise, LED headlamps, 8-inch touchscreen infotainment screen, digital instrument console, 360 degree camera, dual Airbags, ABS, EBD, vehicle dynamic control, traction control etc. Iss car me hume two engine options dekhne mil jaate hai – 1.0-litre naturally aspired petrol and 1.0-litre turbocharged petrol engine dekhne mil jaata hai.


IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.

Instagram