Skoda Auto partners with Twitter for “Speed Challenge” – Skoda Auto ne announce kiya ki woh ek unique initiative lekar aa raha hai digital audience ke liye. Iss digital initiative ke liye Skoda Auto India ne Twitter India ke saath partner kiya hai aur “Speed Challenge” virtual game ko launch kiya.
Skoda Auto partners with Twitter for “Speed Challenge”-
Skoda “Speed Challenge” Game-
Skoda Auto ki “Speed Challenge” game repilicate karti hai uss thrill ko jab Skoda Octiva vRS 0-100 kmph karti hai in 6.6 seconds. Skoda Auto India kehti hai ki ye game first of kind initiative hai Indian auto industry me jisse ek microsite par develop kiya hai. Iss game me har user ko sentence type out karna hai aur beat karna hai Octavia vRS 245 ko jo accelerate karti hai 0-100 kmph in 6.6 seconds. Game ke end pe results declare kiye jayenge aur best scores ko chance milega Skoda ki merchandise jeetne ka. Ye social media initiative conclude hogi on 21st December 2020.
Skoda kehti hai ki ye initiative promise karti hai audiences ko engage karne especially Skoda Octivia vRS 245 ke enthusiasts ko ,jo virtually experience karna chahte of reaching 0-100 kmph in 6.6 seconds on Skoda Octavia vRS 245.
Skoda Octavia vRS 245-
Skoda Octiva vRS 245, Skoda is fastest car hai Inidia me. Isss car me hume turbocharged four-cylinder petrol engine dekhne milta hai jo 238 BHP aur 370 Nm torque produce karti hai. Ye car 0-100 kmph reach karti hai in 6.6 seconds aur iss car ki top speed 250 kmph hai. Iss car ke limited 200 units ko India me sell kiya gaya tha.
IndianTorque pe aap Automobile se related Questions puch sakte he yaha sabhi information aapko HINGLISH me milti he. Jo ki aap day-to-day life me ya Whatsapp pe use karte he. Yaha pe aapko unbiased review, Comparison bhi milenge jisse ki aapko apne liye perfect Vehicle choose karne me aasani ho. To guys notification on kar lijiye IndianTorque.com ka taki koi bhi important news aap miss na kare.